Qanoon Lyrics in Hindi Satinder Sartaaj With Video, Satinder Sartaaj Has Written Qanoon Song Lyrics In Hindi. Check Hindi Song Lyrics In English.
Qanoon Lyrics Song Credits:
Singer : | Satinder Sartaaj |
Music : | Beat Minister |
Lyrics : | Satinder Sartaaj |
Qanoon Lyrics Official Video Song
Qanoon Lyrics Satinder Sartaaj
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Ab Tak Mudde Bigade Hi Hai
Aafat Aur Bawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Bahut Se Aise Waakyat Jo
Jo Pehli Baar Hi Hote Hain
Bahut Se Aise Haadsaat Jo
Jo Pehli Baar Hi Hote Hain
Bahut Se Aise Waakyat Jo
Jo Pehli Baar Hi Hote Hain
Bahut Se Aise Haadsaat Jo
Jo Pehli Baar Hi Hote Hain
Unmein Galat Sahi Ab Kaise
Saabit Kare Hawalo Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Ab Tak Mudde Bigade Hi Hai
Aafat Aur Bawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Khel Zindagi Ke Na
Jeete Gaye Kabhi Chalaki Se
Na Hi Jyada Kam Diliyon Se
Aur Na Hi Bebaaki Se
Khel Zindagi Ke Na
Jeete Gaye Kabhi Chalaki Se
Na Hi Jyada Kam Diliyon Se
Aur Na Hi Bebaaki Se
Yeh Baazi Paichida Hai
Shayad Satranz Ki Chalo Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Ab Tak Mudde Bigade Hi Hai
Aafat Aur Bawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Yun To Chahe Khoob Risale Chapo
Aur Mazmoon Likho
Halla Karke Akhbaron Se
Chahe Phir Qanoon Likho
Yun To Chahe Khoob Risale Chapo
Aur Mazmoon Likho
Halla Karke Akhbaron Se
Chahe Phir Qanoon Likho
Hal To Aakhir Niklenge
Bunyadi Asal Sawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Ab Tak Mudde Bigade Hi Hai
Aafat Aur Bawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Waise To Agar Soche To
Sab Kagaz Ke Farman Hi Hain
Kuwwat Hai Mehdudh Kyonki
Munsif Bhi Insaan Hi Hai
Waise To Agar Soche To
Sab Kagaz Ke Farman Hi Hain
Kuwwat Hai Mehdudh Kyonki
Munsif Bhi Insaan Hi Hai
Khoon Tapkata Dekha Hai
Insaaf Ke Butt Ki Gaalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Ab Tak Mudde Bigade Hi Hai
Aafat Aur Bawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Palak Jhapakte Duniya Badle
Aisa Hua Na Hoga Bhi
Zimmedaar Barabar Ke Hai
Sadar Bhi Aur Daroga Bhi
Palak Jhapakte Duniya Badle
Aisa Hua Na Hoga Bhi
Zimmedaar Barabar Ke Hai
Sadar Bhi Aur Daroga Bhi
Zara Zara Se Farak Padenge
Inn Sartaaj Khayalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Ab Tak Mudde Bigade Hi Hai
Aafat Aur Bawalon Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
Meri Ek Guzarish Hai
Qanoon Banane Walo Se
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
अब तक मुद्दे बिगड़े ही है
आफ़त और बवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
बहुत से ऐसे वाक्यट जो
जो पहली बार ही होते हैं
बहुत से ऐसे हादसात जो
जो पहली बार ही होते हैं
बहुत से ऐसे वाक्यट जो
जो पहली बार ही होते हैं
बहुत से ऐसे हादसात जो
जो पहली बार ही होते हैं
उनमें ग़लत सही अब कैसे
साबित करे हवलो से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
अब तक मुद्दे बिगड़े ही है
आफ़त और बवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
खेल ज़िंदगी के ना
जीते गये कभी चालाकी से
ना ही ज़्यादा कम डीलियों से
और ना ही बेबाकी से
खेल ज़िंदगी के ना
जीते गये कभी चालाकी से
ना ही ज़्यादा कम डीलियों से
और ना ही बेबाकी से
यह बाज़ी पैचिड़ा है
शायद सत्रांज़ की चलो से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
अब तक मुद्दे बिगड़े ही है
आफ़त और बवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
यूँ तो चाहे खूब रिसाले छपो
और मज़मून लिखो
हल्ला करके अख़बारों से
चाहे फिर क़ानून लिखो
यूँ तो चाहे खूब रिसाले छपो
और मज़मून लिखो
हल्ला करके अख़बारों से
चाहे फिर क़ानून लिखो
हाल तो आख़िर निकलेंगे
बूंयादि असल सवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
अब तक मुद्दे बिगड़े ही है
आफ़त और बवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
वैसे तो अगर सोचे तो
सब काग़ज़ के फरमान ही हैं
कुव्वत है महदुध क्योंकि
मुनसिफ़ भी इंसान ही है
वैसे तो अगर सोचे तो
सब काग़ज़ के फरमान ही हैं
कुव्वत है महदुध क्योंकि
मुनसिफ़ भी इंसान ही है
खून टपकता देखा है
इंसाफ़ के बट की गालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
अब तक मुद्दे बिगड़े ही है
आफ़त और बवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
पालक झपकते दुनिया बदले
ऐसा हुआ ना होगा भी
ज़िम्मेदार बराबर के है
सदर भी और दारोगा भी
पालक झपकते दुनिया बदले
ऐसा हुआ ना होगा भी
ज़िम्मेदार बराबर के है
सदर भी और दारोगा भी
ज़रा ज़रा से फराक पड़ेंगे
इन्न सरताज ख़यालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
ज़रा ज़रा से फराक पड़ेंगे
इन्न सरताज ख़यालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
अब तक मुद्दे बिगड़े ही है
आफ़त और बवालों से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
मेरी एक गुज़ारिश है
क़ानून बनाने वालो से
Tags: Qanoon with lyrics, Qanoon song lyrics, Qanoon hindi lyrics, Qanoon lyrics In english, Qanoon Lyrics pdf
Satinder Sartaaj most popular song:
If you find any mistake in lyrics of Qanoon Lyrics
song. please send correct lyrics using CONTACT US . Find us Helpful Please Share
us
with your friends, Thank you!!!
Post a Comment
if you have any Lyrics issue. Please Let me Know